Tu ne jo naa kaha - New York

nazar aise, baat chidne lagi phir se Aankho mein chubtha kal ka dhuwaa Mmmm..mmmmmm Hal tera na hum sa hi, is khushi mein kyun gham sa hi Basne laga kuyn phir woh jahan Woh jahan dur jisse gaye te nikal Phir se yaadon ne kar di hai jaise pehal Lamha beeta huwa, dil dhukata raha Khamaka bewaja khwaab buntha raha Tune jo na kaha, mein woh sunta raha Khamaka bewaja khwaab buntha raha Jaane kiski humein lag gayi hai nazar Is shehar mein na apna tikana raha Durr chahat se mein apni chalta raha ...
Author: rajendramehra0; Tags: New York Tune jo naa kaha Neil nitin mukesh Romantic Sad touchy song emotional


















